EARN MONEY ONLINE IN INDIA: 2015

Friday, April 17, 2015

Business ko other countries tak kaise pahuchaye


Business karna koi asaan kaam nahi hain ,kyuki business me bhut kam chances hote hai success pane ke, ya aisa keh lete hain ki business me wohi jeet sakta hain jise mehnat karne me koi alash nahi aata hain, aalshi logo ke liye business nahi bana hain, business me kafi mehnat karni padti hain, wahi jo log business karte hain to unka kahi na kahi ek sapna hota hain ki wo apne business ko other countries tak bhi pahuchaye, matab ki apne business ko videsho tak bhi phuchaye, but wo aisa isliye nahi kar paate kyuki other country me business pahuchane k liye unke pas itna paisa nahi hota hain, isliye kafi sare log yeh sochna hi band kar dete hain, per agar mai kahu ki aap yeh sab sochna band mat kariye aap videsho tak apne business ko asani se pahucha sakte hain to aapko yakin nahi hoga, aaj mai apko btata hu ki kaise aap apne business ko other countries tak pahucha sakte hain, wahi yeh trick un logo ke liye bhi jinka business sahi mukaam tak nahi pahuch paa rha hain, kahi na kahi unko haar ka samna karna padta hain, to aaiye janiye kaise aap apne business ko bada skte hain.


Dosto aaj e-commerce platform itna grow kar rha hain ki aap log bhi uska faida utha sakte hain, aapne FLIPKART, AMAZON, SNAPDEAL,EBAY in sites ka nam to suna hi hoga, aap in sites ki help se apne business ko kafi uchaiye tak pahucha sakte hain, maine inke bare me apne pichle post me bta diya hain aap use padkar jankari hasil kar skte hain>>> BUSINESS KO AAGE KAISE BADAYE. aajka topic hain business ko other countries tak kaise pahuchaye, to iske liye apka help EBAY.COM nam ki site kar skti hain, apka koi bhi business ho aap apne product ko ebay per List karke kahi bhi bech skte hain. EBAY aap logo ko all over the world me business karne ka platform provide karta hain, aapko yha register hone k liye kisi bhi tareh ki document ki jarurat nahi padnegi, but jaise jaise apka business aage badenga or apke pas orders aane ki sankiya badti jayengi tab apko TIN, VAT ki jarurt padengi, so agar koi business start karna chahta h to uske liye ebay ek acchi jagh hain, india k kafi sare sellers hain jo aaj pure world me apne product ko bech rhe hain, ebay per business start karne ke liye aapko yha ek seller ka account kholna padta hain uske bad ebay team aapki puri help karti hain ki aapko kaise apna business start karna hain or kaise apne products ko yha list karna hain, agar apki english acchi nahi hain to bhi aap ebay per kaam kar skte hain, ebay apki help hindi me bhi karta hain, to sochiye mat agar aap business ko videsh tak pahuchana chahte hain to aapko abhi ebay k customer care number per call karna hain aur waha se sari jaankari hasil karni hain. ebay customer care number: 18002093229

dosto aapko meri yeh post kaisi lagi please mujhe comment karke jarur btaiye thanks.

Friday, March 6, 2015

Google Adsense me CPC kya hota hain.

Google Adsense me CPC= Cost per Click, iska matlab hain ki aapko ek click per kitna cost mil raha hain. agar apka CPC 0.25 likha hain to apko ek click per 0.25$ mila hain. CPC kabhi bhi ek jaisa nahi hota, CPC har click me change hota rehta hain, kbhi aapko 0.25$ ka CPC milenga to kbi apko 0.01$ ka CPC bhi mil sakta hain, to ghabraye nahi. agar apko CPC se related koi problem ya doubt hain to aap mujhse mere forum section me message likhkr puch sakte hain, mai apne forum ka link niche de rha hu, aap usper click karke sidha mere forum per chale jaoge.

http://earnincomeindia.blogspot.in/search/label/FORUM%20CHAT

aap mujhse mere forum me kisi bhi chij se related sawal puch sakte hain, 
fox example: paisa kaise kamaye
Neobux kya hain
Clixsense kya hain
Internet ka kya use hain
Business kaise badaye
e.t.c

Wednesday, March 4, 2015

FORUM CHAT

Friends agar aapko mujhse kisi bhi tareh ki koi jankari chahiye to aap is FORUM me apna Question likh dijiye, mai jaise hi website me online aaunga mai turant apke Question ka Answer dunga, aap is FORUM ke madhyam se mere sath 24 hours jude reh sakte hain. 

Internet se hum kya kar sakte hain

Agar apke pas mobile, desktop, laptop, tablet ya kuch b aisa jisme internet chalta ho uska pariyog karte hain or apko yeh nahi pata ki internet se aap kya kar sakte hain to aaj mai apko btata hu ki aap internet se kya kya kar sakte hain,.
internet se

aap internet ka pariyog kisi bhi chij me kar sakte hai, kuch examples de rha hu dhyan dijiye

Sunday, March 1, 2015

Agar aap Google Adsense se ek acchi earning karna chahte hain to mera DVD PACK kharid lijiye


Agar aap google Adsense se ek acchi earning karna chahte hain to apko google adsense ki complete
jaankari honi chahiye, jo apko help karengi google adsense se ek acchi earning karne me, google adsense ka DVD PACK purchase karne ke liye niche diye link per click kare or jaankari hasil kare.



Saturday, February 21, 2015

Business ko aage kaise badaye

namestay dosto aajki post me business ko aage kaise badaye isper hum bat karenge, mere pas kafi sare searches aaye hain ki business kaise kare, business ko kaise badaye, successful businessman kaise bane, to aajki post business karne walo ke liye hi dhyan se padiye, ho skta hain yeh post apke bahut kam aa skti hain, per dhyan rkhiyenga, post padne ke bad comment karna na bhule.






Saturday, January 31, 2015

EARN MONEY ONLINE IN INDIA FACEBOOK UPDATE AVAILABLE


namaskar dosto, aagar apko facebook me EARN MONEY ONLINE IN INDIA ke daily updates chahiye to aap hamara facebook page like kar skte hain, iski help se apko asani se facebook per update mil jaynge, LIKE karne k liye niche diye click here pr click kijiye or apne facebook account se login hone k bad is page ko like kijiye, ya fir site k homepage me jakar, right hand me facebook like box hain, usme like ke button per click karke aap like kar skte hain dhanywad.

FACEBOOK PAGE >>>>>CLICK HERE

Tuesday, January 27, 2015

payza और paypal में account कैसे बनाये

 payza और paypal में account कैसे बनाये 

दोस्तों ptc sites से आप पैसा निकालने के लिए payza और paypal के account का इस्तेमाल कर सकते हैं सिर्फ इन्ही 2 payment method के दवारा हम अपना पैसा अपने बैंक तक पा सकते हैं , दोस्तों यह दोनों online बैंक हैं ,इंटरनेट से जो भी पैसा हम कमाते हैं वो सबसे पहले इन्ही बैंक में जाता हैं उसके बाद यह से हम अपने पैसे को अपने बैंक अकाउंट तक ले जाते हैं, अब payza और paypal में अकाउंट कैसे बनाये , इसके लिए मैंने 2 वीडियो बनाई हैं आप उनको देखकर आसानी से अपना अकाउंट payza और paypal में बना सकते हैं